sher, شعر

sher

کیا برا کہ میں ہوا نہ معتبر کبھی یہاں

نہ میں بکا کبھی ،نہ ہی کسی کے آگے میں جھکا

Advertisements
Ghazal

Ghazal

Bik jae jo sae-e-bazar wo hunar he kiya
dar jae jo sitam se wo shaair he kiya
ye ishaar bhi piyase hote han khoon k,
laho-e-jigar jo na piye wo sher he kiya,
Dosri baar dekhne ke ham nai han qaail,
pehli nazar na utri jigar me wo nazar he kiya,
“Dard-e-dil k wasty peda kiya insaan ko”
jo dard se na-ashna ho wo jgar he kiya,
wo jhukwana chahta ha sar me kutwaon ga
jo sar-e-maqtal na ho barpa wo hashar he kiya,
Qafla le chalo to manzal pe puhncha k choro,
jo rahzano se dar jae wo rahbar he kiya,
Zilat ki zindagi se izat ki moot achi “shaheen”
jo parwaaaz me rokawat bane wo par he kiya